Tanhai Shayari is best way to express your words and emotion. Check out the amazing collection of express your feeling in words.

Bhlaa Aise Bhi Koi Zakham Deta Hy Kia?
Youn Nazron Sy Teer Chalaya Nahi Karte
This section is based on a huge data of all the Akelapan Tanhai Shayari in urdu that can be dedicated to your family, friends and love ones.
Ishq Ki Basti Main Zra Soch K Qadam Rakhna
Yahan Girtoun Ko Uthaaya Nahi Karte . . . .

Tanhai Shayari In English is the best medium to express the heart’s feeling particularly at times when a person is alone and one happens to discover the right Main Aur Meri Tanhai Shayari that beautifully encapsulates his/her feelings.
You Haal-e-Dil Sunaya Nahi Karte
Har Kisi Ko Mehboob Bnaya Nahi Karte

Dard Tanhai Shayari talks about loneliness, memories, depression, and all sorts of gloomy feelings. So, many renowned poets have sung the silk of tanha poetry in urdu stating what exactly is hidden behind the feelings one goes through.
Ranjish To Husn Hy Ishq Ka Khyaal
Baat Baat Par Faasle Barhaya Nahi Karte

We have got the best collection about Tanhai Shayari 2 Line Hindi & Raat Ki Tanhai Shayari. You will be pleased to read more blog.
Some Beautiful Lines About Tanhai Poery
All the Tanhai Shayari Urdu available over here is recently updated and one can find the latest Sad Tanhai 2 Line Poetry in Hindi here just with a single click.
Kitna Dilkash Hy Shoq Ka Yeh Manzar Bhi
Who Teer Nazar Karte Main Khoon Jigar Karta Houn

بظاہر محفلوں کی جان ہوں میں
لیکن حقیقتا تنہائی کا مارا ہوں
Bazahir mehfilon ki jaan hoon main
Lekin haqeeqatan tanhaai ka maara hoon
میں تنہائی پسند نہیں ہوں ہاں مگر
بناوٹی رشتوں سے دم گھٹتا ہے میرا
Main tanhaai pasand nahi hoon haan magar
Banaawti rishton se dam ghutta hai mera

Khyaal Dil Yeh Mera Khush Feham Bhi To Ho Skta Hy
Uss K Liye Koi Doosra Ehm Bhi To Ho Sakta Hy . . .
اپنے سائے سے چونک جاتے ہیں
عمر گزری ہے اس قدر تنہا
Apne saaye se chonk jaate hain
Umar guzri hai is qadar tanha
نہ ملا تھا کوئی کندھا اس کو
گلے لگا کے خود کو روئی تھی
Na mila tha koi kandha us ko
Galay laga ke khud ko royi thi
تنہا نہیں ہوں میں
مجھ میں بسا ہے وہ
Tanha nahi hoon main
Mujh mein basa hai woh
تم کبھی بھی نہیں جان سکتے
بھیڑ میں تنہا ہونا کیسا ہوتا ہے
Tum kabhi bhi nahi jaan saktay
Bheir mein tanha hona kaisa hota hai

Youn To Aag Yahan Bhi Ghazab Ki Lagi
Aashiq Kabhi Tamasha Bnaya Nahi Karte
میرے نظریات مجھے تنہا کرتے ہیں
منافق ہو جاٶں تو ابھی بھیڑ لگ جاۓ
Mery Nazriyat Mujhy Tanha Karty Hain
Munafiq Ho Jaon Tu Abhi Bheer Lag Jaye
Best Tanhai Poetry In Urdu 2 Lines | Urdu Tanhai Shayari
تنہا خاموش رات ، اور گفتگو کی آرزو
کس سے کریں بات ، کوئی سُنتا ہی نہیں
Tanha Khamosh Raat, Aur Guftagu Ki Aarzo
Kis Say Karain Baat, Koi Sunta Hi Nahi
اُداسی ، شام ، تنہائی، کسک، یادوں کی بے چینی
مجھے سب سونپ کر سورج اتر جاتا ہے پانی میں
Udasi, Shaam, Tanhai, Kasak, Yadoon Ki Bechaini
Mujhy Sab Sonp Kar Soraj Utar Jata Ha Pani Main
یہ کس مقام پہ لائی ہے میری تنہائی
کہ مجھ سے آج کوئی بد گماں نہیں ہوتا
Ye Kis Maqaam Pe Lai Hai Meri Tanahai
K Mujh Say Aaj Koi Bad Guman Nai Hota

Hum 2no Hi Hain Anaa K Maare Huye
Woh Aaaya Nahi Karte, Hum Bulaya Nahi Karte
کچھ تو تنہائی کی راتوں میں سہارا ہوتا
تم نہ ہوتے نہ سہی، ذکر تمہارا ہوتا
Kuch To Tanhai Ki Ratoon Main Sahara Hota
Tum Na Hotay Na Sahi Zikr Tumhara Hota
تنہائی پسند ہے مجھے
کیونکہ تنہائی میں زکر تمہارا ہوتا ہے
ایک وہی تو وقت ہے جو
دنیا سے الگ صرف ہمارا ہوتا ہے
Tanhai Pasand Hai Mujhy
Keu Keh Tanhai Mein Zikr Tumhara Hota Hai
Aik Woe To Waqat Hai Jo
Dunia Say Alag Sirf Hamara Hota Hai
تنہائیوں کے دشت میں بھاگے جو رات بھر
وہ دن کو خاک جاگے گا جاگے جو رات بھر
Tanhaio’n Ky Dashat Mein Bhagy Jo Raat Bhar
Wo Din Ko Khak Jagy Ga Jagy Jo Raat Bhar
اسے کہنا ہم اَزل سے اکیلے رہتے ہیں
تم نے چھوڑ کر کوئی کمال نہیں کیا۔
Usay Kehna Ham Azal Say Akely Rehty Hain
Tum Nay Chorr Kar Koi Kamal Nahi Kiya